swiftflier | Date: Wednesday, 2008-09-03, 9:07 PM | Message # 1 |
Major
Group: Moderators
Messages: 87
Status: Offline
| waqt-e-tanhai ko asan bana lete hain hum teri yaad to mehmaan bana lete hain nagma-e-dard suna dete hain akar ghum ko diljoi ka samaan bana lete hain gerat ka humain ehsaas nahi hota kahi hum jahan jate hain pehchan bana lete hain izzat-o-himmat se nikalte hain jo safar main rah-e-mushkil ko bhi asan bana lete hain or bas ehel-e-hasad dekhte reh jate hain jin main fan hota hai pehshaan bana lete hain rakhte hain is ke lie jaan bhi hazir jise hum apna romaan bana lete hain
|
|
| |