aane ko hai jindgi tum mere nam ka diya jalalo
ab sab ki aajmaishe khatm ho gayi hai chalo tum bhi aajmalo chaho to kahlo mujhe tum ret kisi ke pero ki
mohasan mere ham dam tum mujhe firse rond dalo
mene kabhi kiya hai shikwa ki tumhara hunr jara sa kam kam sa hai
mujhe rond kar kar mante ho wo najr aayega to ye kadm bhi udalo
mene to tumko kayant sa mana hai khud ke liye
tum kahate ho gar dushaman mujhe to jaan lekar dushamni nikalo
kash ki meri bhi hatho me hoti meri jindgi
to mai sabse pahle tumhe kahati lo ab esko bhi bajar me utaro
shabdo ke teero se nate todte ho tum jaane kese afsano ki tarh
jo dil apna tumhare sine me rakha tha jarra us par bhi ek najr dalo
mai to aajmaish hu ek numaish-e-wafa ki
tum bewafa kah kar mujhe fir se jeena ka hosala de dalo
jane kaha kaha se raho par udte badl najr aa jate hai
chand tare bhi ab to kahte hai hame aanchal me chhupalo